Ba'naam Fareha
Fareha. Tum poochho usse pehle bata doon ki Fareha naam maine Jaun se liya hai. Fareha Jaun ki pehli adhhoru muhabbat ka naam tha. Jaun ne Fareha ke liya bohat kuch likha hai, kisi kisi mushaire me...
Fareha. Tum poochho usse pehle bata doon ki Fareha naam maine Jaun se liya hai. Fareha Jaun ki pehli adhhoru muhabbat ka naam tha. Jaun ne Fareha ke liya bohat kuch likha hai, kisi kisi mushaire me...
Tumse Judi kayi baatein yaad hain ab bhi Baatein Jo bhool jaane par tum naraz ho jaya karti thi Wahi baatein Jo ab bhulaye nahi bhoolti hain Tumhe shayad ye Jaan kar khushi ho ki Mujhe yaad sab kuc...
Kuch sawal hain Jinke jawab chahiye Khokhle Dilaase nahi, muhavre nahi Jawaab jo sabr de, sabr aazmaye nahi Jis se kuch hal nikle, kuch sukoon mile Sawal zara sa hai bilkul Kab tak dua maangni hot...
Raat ka wo ek peher Din ka wo ek hissa Jab zindagi dheemi ho jaati hai Yaadon ke badal ghir aate hain Aur hasratein moti ban kar Aankho ke kinare jamne lagti hai Zehen aawara khayalon se taari hota...
Tumhare shahar mein ab tum sa kuch nahi Tum nahi ho to yun lagta hai ki goya Iski raunak saraab thi tumhari parchhai ki Baad-e-saba tumhari khushbu ki paikar thi Raatein tumhari baahon se khush-gaw...
Dil oob chuka hai ab Bina neend ki raaton se Uljhi akeli shaam’on se Thaki bojhil subah’on se Ek na-haq maut ke intezar se Dil oob Chuka hai ab Jaise raaton ko chaand ki nisbat Samundar mein paani...
Intiha-e-shauq ki tapish se jab haisiyat jalti hai Bekas dil ki gehrayi mein ek tamanna palti hai Chaak hasrato ko “kaash” ke paiband se sajaya Hai Sab jod khul jaate hain jab kahin Teri baat chal...
Kaise keh doon ki mere dil mein sirf tum ho Jab ki in aankho ne kis kis ko nahi dekha Kitne haseen chehro ko choomna chaaha Zard, sunehri zulfon ko sanwaarna chaaha Tumhare mudte he nazrein chaar ...
Kisi raat thandi chaandni tale Kisi dopaher seb ke bagiche mein Kisi shaam shaher ke traffic mein Kisi baarish daalan mein baithe hue Main tumhe sirf Sher sunaunga Tab, jab tum mere saamne ho Tab,...
Bina khele baazi gavaane ka afsos hai Chup rehkar use gavaane ka afsos hai Shahar-e-dil-jaana mein bheed thi bohat Hume pehle bata kar na aane ka afsos hai Husn saath tha to saara Alam divana tha...