Ayyar
Baat ye nahi ki duniya mein kitne tarah ke kirdaar hote hain Baat ye hai ki faqt ek shakhs mein kitne kirdaar hote hain Ye humdard, ye har baat par marne mitne waale Ye meherban ye dil-figar faqat...
Baat ye nahi ki duniya mein kitne tarah ke kirdaar hote hain Baat ye hai ki faqt ek shakhs mein kitne kirdaar hote hain Ye humdard, ye har baat par marne mitne waale Ye meherban ye dil-figar faqat...
Koi fasaana hota koi khwab hota Koi deewaana kahin betaab hota Hijr dhalta, shab-e-firaq hoti Kisi khidki par koi mehtab hota Khat hote, khat mein gulab hota Jagi aankho mein Ishq ka saraab hota K...
Aadhi raat ke baad ka waqt hai, ek andhi sadak par car ki headlight aur chaudhavi ke chaand ke alawa ghupp andhera hai. Mujhe samajh nahi aa raha ki is khamoshi ki wajah kya hai. Kya wo is shaadi ...
Maine apni neend bechkar Tumhare khwab paale hain Tum tak pohochne ke liye Kitne safar kar daale hain Tumhari raushan raato’n mein Mere kitne dinon ke ujaale hain Main tumhe ye sab bata sakta hoon ...
Sincere apologies to all punjabi speakers/readers for the brutalilty against the language below. Sajan beshaka dooro’n reh layin, par ekko shehr vich rahin Chaahe kade na milna, par saddi pohoch v...
August ki ek umas bhari shaam ko, Magenta line ke kisi khamosh se station par hum dono khade hain. Metro ko aane mein abhi kuch minute aur hain. Paseena lab-a-lab beh raha hai. Intezar hai bas metr...
Wo bas ek lafz likh bhejti hai, “suniye” Aur agle kuch seconds tak mera saara dhyaan kheench leti hai In kuch seconds mein kya nahi ho sakta wo mere dil ka haal poochh sakti hai Ya phir mere muhall...
Meri ada-e-naaz ban gayi hai afsos karna Pehle chup rehna phir sada pachhtaate rehna Kisi ek lamhe ke intezar mein zindagi bitana Phir apne aap us lamhe ko khote hue dekhna Baat baat par hichakna ...
Hum zindagi bhar akelepan ko rote rahe Humne kab kisi ko apne qareeb aane diya Jaam, bahaar, ranj, khumar aur khushbu Uske hawale se humne sab ko aane diya Mumkin tha baat kar ke sulah kar lete m...
Ho sake to tum ab laut kar na he aana Main lakh duaon mein tumhe maang loon Tumhari chaah mein roz kat’ta rahoon Tum wahin rehna, uske paas, mujhse door Kyunki agar kisi khwab se nikal kar, tum La...