Roobaru
Wo mere roobaru baitha ho Aur Darmiyan ki saari dooriyan Haath bhar ki doori mein simat kar reh jaaye Damakta hua chehra muskurati hui aankhe Meri chor nazrein hatt he na rahi ho Husn ka kohsar me...
Wo mere roobaru baitha ho Aur Darmiyan ki saari dooriyan Haath bhar ki doori mein simat kar reh jaaye Damakta hua chehra muskurati hui aankhe Meri chor nazrein hatt he na rahi ho Husn ka kohsar me...
Whenever the night gets heavy And all the troubles weigh me down Their fangs at my throat, dragging me down I sit back and take a deep breath And try to remember the last time I saw you The faint p...
Main ab ishq ke maslo mein nahi padta Kisi ki tawajjo ke liye bejah nahi jhagadta Wo saamne ho kar bhi mukhatib nahi hota Mujhe bhi ab is baat se farq nahi padta Neend aati hai to so jaata hoon ab ...
Kabhi sochna Jab apni hatheliyo ke beech Uska chehra samete khade hote ho Us waqt jo be-saakhta dhadkan hoti hai Wo kiski hoti hai? Door kahin se jab nazrein milti hain Aur phir sharma-sharmi mein...
Muhabbat ke aage wo mehboob maangte hain Maangne waale bhi Kya khoob maangte hain Hai yaqeen ki muhabbat mein wafa khushnaseebi hai Hum aseer-e-husn phir bhi us bewafa ko maangte hain Wujood, ana...
Le de kar ek ummeed he bachi thi khasaare mein Kya Ghazab hai ki wo ummeed bhi haar gaye tum Ye mehfiley ye kahkahe ya dostiyon ke saraab Yaani ki apne akelepan se bhi haar gaye tum Tumhare haath...
Jab saare shor sharaabe khatam ho jaate hain Raat sheher ki raushniyo ko nigal jaati hai Main apni thakan le kar, apne vasvase samet kar Baith jaata hoon kabhi sahil par kabhi kisi chhat par Kabhi ...
Kisi der shaam daftar se thaki haari Wo jab mere paas aa kar baithti hai ungliyon se meri hatheli dhoondhti hui sar mere kandhe par rakh kar kehti hai “Ab laga jaise ghar aayin hoon” Main chup reh ...
Pyaari Fareha, Ummeed aur dua karta hoon ki tum theek hogi. Zindagi ki masroofiyat’on ki wajah se bohat din se tumhe likhne ka waqt nahi mil raha tha. Aur phir hua yun ki hafto se jama ki hui chu...
Agar socha jaaye to Aasan nahi hai insaan hona Nadi ke paas sahooloiyat hai Ek baarish se agar bhar jaaye To ufna kar behne lagti hai Aadmi ke paas ye ijazat nahi Seene tak bhar aane par bhi Ek ek...